Bang-e-Dra

Aftab-e-Subah | Bang-e-Dra : 20

Aftab-e-Subah

Aftab-e-Subah
Aftab-e-Subah
Aftab-e-Subah
Aftab-e-Subah
Iqbal Poetry Urdu Tashreeh

Shourish e maikhana e insan se baalatar hai tu
Zeenat e bazm e falak ho jis se woh saghir hai tu

Ho dar e gosh e uroos e subah woh gohar hai tu
Jis pe seemaye ufaq nazaan ho woh zaiwar hai tu

Safha e ayyam se dagh e maddad e shab milta
Asman se nawqsh e batil ki tarah koukob mita

Husn tera jab huwa baam e falak se jalwa gar
Ankh se urta hai yak dam khawab ki main ka asar

Noor se maanor ho jata damaan e nazar
Kholti hai chashm e zahir ko zia tri magr

Dhoondti hain jis ko ankhain wo tamasha chahiya
Chashme d batin jis se khul jaye wo jalwa chahiye

Zair o bala aik hain teri nighon k liye
Arzoo hai kuch issi chashme tamaha ki mujhe

Ankh meri aru ke gham mein sar shak abad ho
Imtiaz e milta o aeen se dil azad ho

Basta e rang e khasusiat na ho meri zuban
Noo e insan qoum ho meri watan mera jahan

Didah e batin pe raaz e nazm e qudrat ho ayan
Ho shanasaye falak shama e takhiyul ka duhwan

Uqda e azdad ki kawish na tarpaye mujhe
Husn e ishq angiaz har shay mein nazar aye mujhe

Sadma a jaye hawa se gul ki patti ko agr
Ashak ban kar meri ankhon se tapak jaye asar

Dil main ho souz e mohabbat ka woh chota sa sharar
Noor se jis ki mile raaz e haqiqat ki khabar

Shahid e qudrat ka aeena ho dil mera na ho
Sar main juz hamdardi e insan koi souda na ho

Tu agr zehmat kash e hangama e alam nahi
Ye fazilat ka nishan ae naiyyar e azam nahi

Apne husn e alam ara se jot u mehram nahi
Humsar e yak zara e khak e dar e adam nahi

Noor e masjood e malak garam tamasha hi raha
Aur tu minnat pazeer e subah e farda hi raha

Arzoo noor e haqiqat ki humare dil main hai
Laila e zauq e talab ka ghr iss mehmil main hai

Kis Qadar lazzat kuchood e aqdah e mushkil main hai
Lutf sad hasil humri sae e behasil mein hai

Dard e istafhaam se waqif tera phlu nahi
Justujoo e raaz e qudrat ka shanasa to nahi

The Morning Sun

Far from the ignoble strife of man’s tavern you are

The wine cup adorning the sky assemblage you are

The jewel which should be the pearl of the morning bride’s ear you

The ornament which would be the pride of horizon’s forehead you are

The blot of nights ink from times page has been removed

The star from sky like a spurious picture has been removed

Perception’s expanse gets filled with light

Though opens only the material eye your light

The spectacle which the eyes seek is desired

The effulgence which would open the insight is desired

The high and the low are alike for your eye

I too have longing for such a discerning eye

May my eye shedding tears in sympathy for others ‘woes be

May my heart free from the prejudice of nation and customs be

May my tongue be not bound with discrimination of color

May mankind be my nation, the whole world my country be

May secret of natures organization clear to my insight be

May smoke of my imaginations candle rising to the sky be

May search for secrets of opposites not make me restless?

May the love creating beauty in everything appear to me?

If the rose petals get damaged by the breeze

May its pain dropping from my eye as a tear be

May my heart not mine but  the beloveds mirror be

May no thought in my mind except human sympathy be

If you cannot endure the hardships of the tumultuous world

O the great luminary that is not the mark of greatness

As you are not aware of your world decorating beauty

You cannot be equal to a speck of dust at the man’s door

The light of man eager for the spectacle ever remained

And you obligated to the tomorrows morning ever remained

Opening of the difficult knot, oh what a pleasure it is

The pleasure of universal gain in our endless effort is

Your bosom is unacquainted  with the pain of investigation

You are not familiar with searching of the secrets of nature

Full Book with Translation BANG-E-DRA

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *