Sitaron se agay jahan aur bhi hain | Short Iqbal Poetry
Sitaron se agay jahan aur bhi hain
Sitaron se agay jahan aur bhi hain
Abhi ishq ke imtihan aur bhi hain
Yu to syed bhi ho, Mirza bhi ho, Afghan bhi ho
Tum sabhi kuch ho, btao to Musalman bhi ho
Uqabi rooh jab bedar hoti ha jawano ma
Nazar ati ha un ko apni manzil asmano ma
Sabq phr parh sadaqat ka, adalat ka, shujat ka
Liya jaye ga tujh se kaam dunya ki imamat ka
Qanaat na kar alam-e-rang-o-bu par
Chaman aur bhi ashiyan aur bhi hain
Mana ke teri deed ke qabil nahi hun main
Tu mera shoq dekh, mera intezar dekh
More Short Poetry Click Here