Aqal-o-Dil | Reason And Heart | Baang-e-Dara: 15
Aqal-o-Dil
Aqal ne aik din ye dil se kaha
Bhoole bhatke ki rahnuma ho mein
Hun zameen par guzr falak pe mera
Dekh to kis qadr rasa ho mein
Kaam dunya main rahbari hai mera
misl e khizer e khajasta pa hun mein
Hum mufassir e kitab e hasti ki
Mazhar e shan e kibriya ho mein
Hun mufassir e kitab e hasti ki
Mazhar e shan e kibriya ho mein
Boond ek khoon ki hai tu lekin
Ghairat e laal e be baha ho mein
Dil ne sun kar kaha ye sub sach hai
Par mujhe bhi to dekh kya ho mein
Raaz e hasti ko ti samjhti hai
Aur ankhon se dakhta ho mein
Hai tujhe wasta mazahir se
Aur batin se ashna ho mein
Ilm tujh s to masrifat mujhe se
Tu khuda jo Khuda numa ho mein
Ilm ki intiha hai betabi
Iss marz ki magr dawa ho mein
Shama tu mehfil e sadaqt ki
husn ki bazm ka diya ho mein
Tu zaman o makan se rishta bapa
Taeer e sidra se ashna ho mein
Kis bulandi pe hai maqam mera
Arsh Rab e jaleel ka ho Mein
English
Reason and Heart
One day reason said to the heart
I am a guide for those who are lost
I live on earth but roam the skies
Just see the vastness of myreach
My task in the world is to guide and lead
I am like khizr of blessed steps
I interpret the book of life
And through me divine glory shines foth
You are no more than a drop of blood
While i am the envy of the Priceless pearl
The heart listened and then said this is all true
But now look at me and see what i am
you penetrate the secret of existence
but i see it with my eyes
You deal with the outward aspect of things
I know what lies within
Knowledge comes from you gnosis from me
You seek Allah i reveal him
Attaining the ultimate in knowledge only makes one restless
I am the cure for that malady
You are candle of the assembly of truth
I am the lamp of the Assembley of beauty
You are hobbled by space and time
while i am the bird in the lotus tree
My status is so high
I am the throne of the God of Majesty
Full Book with Translation BANG-E-DRA